Himalay
himalay 4 bhag me bata hua he.
1.Trans himalay
2.bruhad himalay
3.middle himalay
4.shivalik himalay
1. Trans himalay
> bruhad himalay ke utter me trans himalay ki shodh 1906 me swan hedan ne ki thi.
> trans himalay me main mountain range : karakoram, ladakh, kailash, or zaskar he.
> karakoram range me aya 'karakoram pass' bhsrat ka sabse uncha pass he.
> karakoram range me north or south pole ko bad kar ke duniya ka sabse bada glacier aya he.
> karakoram range me bharat ka sabse bada mountain k2( godwin austen) aya he.
> ladakh ka uchh pradesh bharat ka sabse jyada unchai dharane wala pradesh he.
> ladakh ka uchh pradesh bharat ka sabse jyada unchai dharane wala pradesh he.
2.bruhad himalaya-
> trans himalaya ke south me and middle himalaya ke utter me aya himalaya ko bruhad himalaya kaha jata he. vo nanga mountain se namcha barwa tak west to east tak fela hua he.
> sindhu river ke mod se bramaputra rive ke mod tak fela hua he.
> bruhad himalaya me duniya ke sabse bada mountain mount everest(8848m) aya he.
> bruhad himalaya ki ghatiya me bhotiya prajati ke log nivas karte he.
3.middle himalay
> middle himalaya me aye main mountain range- pirpannjal range (kashmir) massoorie ( uttarakhand) he.
> famous mountain - shimla, massori, nainital, dharamshla, or darjeeling he.
4. shivalik himalay
> himalay ka sabse naya bhag sambhavit 20 lakh se 2 karod years ka he.
> shivalik himalay ka nam dehradun me shivavalu se pada he.
0 Comments:
Post a Comment